SAFALTA KE MANTRA
Jis tarah kisi madhur sangeet rachana ka prabhavi sanyojan sur, tal, laya, swar, taan aadi ke bina nahi ho sakta, usi tarah safalta pane ke liye sakaratmak soch, atmavishwas, utsah, dhairya, imandari, ekagrta, madhurvani aadi guno ka hona zarori hai.
Aaj koun safal nahi hona chahta hai, lekin safalta pane ka koi shortcut nahi hota hai. Safalta koi raste per padi hui cheez nahi hoti, jo kisi ko kismat se mil jaye. Ise pane ke liye kadi mehnat ki zarurat hoti hai.
Colin Powell says
Success is the result of perfection, hard work, learning from failure, loyalty, and persistence.
Safalta aur adhik sthayi tabhi hoti hai jab aap ise apne siddhanton ko nasht kiye bina hasil karte ho. Safal hone se bhi jyada dushakar hai safalta banaye rakhna.
Robert Collier says
“Success is the sum of small efforts, repeated day-in and day-out.”
Winston Churchill says
Success is walking from failure to failure with no loss of enthusiasm.
SAFALTA KOI MANZIL NAHI, KOI EK MUKAM NAHI,
SAFALTA EK ANWARAT YATRA HAI.